Pages

Friday 7 October 2011

Mere Dil Ki Duniya Mein Aa Kar To Dekho...

Mere Dil Ki Duniya Mein Aa Kar To Dekho
Tumhein Zindagi Ki Haqeeqat Milegi
Zara Apni Aankhen Utha Kar To Dekho
In Aankhon Mein Tumko Mohabbat Milegi

Tumhein Naaz Husn-O-Adaa Par Hai Lekin
Hamein Naaz Apni Wafa Par Bohat Hai
Milenge Hazaaron Zamaane Mein Tumko
Na Yeh Chahton Ki Inayaat Milegi

Badde Shauk Se Tum Inne Az.Zmaa
Nikalenge Matlib Yeh Phir Chhod Denge
Badalte Hain Chehre Har Ek Aanh Par Yeh
Yahaan Aise Logon Ki Qadraat ¿? Milegi

Ghawaara Nahi Hai Agar Meri Soorat
Duaa Hai Tumhein Main Nazar Hi Na Aoon
Chala Jaunga Main Teri Yaad Lekar
Kahaan Pyar Ki Tumko Daulat Milegi

Tumhein Apne Dil Mein Bassaya Hai Maine
Hataa Hai Yeh Meri Yahi Jurm Mera
Jo Chaho Mohabbat Ki Ab Tum Sazaa Do
Bohat Mujko Is Mein Bhi Rahat Milegi

Ghum-E-Zindaagi Ka Zeher Pi Ke Shayid
Wo Jiske Liye Aaj Hum Mar Rahe Hain
Baada Khauff Tha Meri Qurbat Se Jinko
Meri Maaut Pe Unko Shohrat Milegi....

10 comments:

  1. Ghum-E-Zindaagi Ka Zeher Pi Ke Shayid
    Wo Jiske Liye Aaj Hum Mar Rahe Hain
    Baada Khauff Tha Meri Qurbat Se Jinko
    Meri Maaut Pe Unko Shohrat Milegi....

    It is Ghum-E-Zindaagi Ka Zeher Pi Ke "Shahid"
    Shahid is the pen name of the writer

    ReplyDelete
  2. The other Lyrics of Late Shahid Kabir ------
    Gham ka khazana ----lata--jagjit
    Neend se ankh Khuli hai --Chitra Singh
    Aaj hum Bhicde ----Jagjit
    Us ki gali -- Ustad Rais Khan, Munni Begum, Salman Alvi----ets and many more
    Main Nashe mein hoon Jagjit
    Main na hindu na musalmaan Jagjit
    Pyar ke mod per --- Ustad Rais Khan , Sabri Brothers

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. I love these lines
    Badde Shauk Se Tum Inne Az.Zmaa
    Nikalenge Matlib Yeh Phir Chhod Denge
    Badalte Hain Chehre Har Ek Aanh Par Yeh
    Yahaan Aise Logon Ki Qadraat ¿? Milegi

    ReplyDelete